Ek khili muskan so gayi
Hum badnaseebo se fir door ho gayi
Ek baar toh mil leti pagli
Hume sab ko chodkar tu konsi kush ho gayi
Aare abhi tak toh mujhe hero bankar dikhana hai😢
Aur tujhe hritik se bhi milana hai
Kyun gayi chodkar tu
Tujhe bhi toh CA ban dikhana hai
Tu roz kaheti thi na hamesha kush rahena
Cahe sow musibatein aa jaye
Parantoo zaroorat mando ke alava kisi se apna dookh na khena
Sach kahu bahut yaad aati hai teri
Na cahate hue bhi aankhein bhar si jati hai meri
Kyun itna kush rakha sabhi ko
Hum sab ko yaad satati hai teri
Ro ro kar thak gaye hai par asoon rook nahi rahe hai hai
Ho sake toh upar se dekhna
Tri yaad mein kab se ro rahe hain
Par tu garv kario
Itni umar mein kitno ka sahara ban ban gayi
Par itni kya narazgi
Jo ek din mein sitara ban gayi
Koi na meri aatma se hamesha judi rahiyo
Tu kheti thi na
Ki dosti dimag se galat aur dil se sahi ho
Ab dil ki dosti todkar mat jaiyo
Aur ha sachi dosti hai hamari
Kabhi alvida na kahiyo
Kabhi alvida na kahiyo
Bye muskan
From :detha
This poem really filled my eyes :( Muskan u will be missed forever!
ReplyDelete